Why Dharmendra is the greatest actor of all time

Jab Dharmendra film industry mein aaya uske liye kuchh reference point the Dilip Kumar devanand Raj Kapoor Manoj Kumar Ashok Kumar lekin ine sab ke bavjud Dharmendra ka apna ek fan following Raha jis Parivar se Dharmendra aata hai vahan per Aisa koi vecancy uske pass tha nahin vah NSD ya FTII ka student message chhut ka student tha iska matlab yah hua ki jo bhi acting kar raha hai vah natural hai kitabi nahin hai real acting hai
Filmon mein छोटे-छोटे roll तीन-चार parallel actor ke sath kam karna lekin jo bhi uske samne aaya usne use roll ko liya
Sathi jab vah ek film industry mein Pramukh Naam banaa Maine unki filmon mein site rolls mein Sanjiv Kumar shatrughn Sinha Vinod Khanna Devendra Verma aap bhi bahut sare actors Ko dekha aur UN filmon ko dekh kaisa kar hi nahin laga ki Dharmendra unke do karta hai balki vah unko sath lekar chala yah ek bade actor ka ka hi nahin ek aise insani kar sakta hai jo khud kitna bada hai 
Isliye maine Tay kar liya hai ki apni life time hai Dharmendra ki har ek movie dekhunga unhen dekhkar aisa lagta hai ki vah Apne mein se Hain vah ham mein se uth kar gaye hain vah sahi mein jo kaha jata hai people superstar Ho use Dharmendra hai

Comments

Popular Posts