Main chahta hoon tujhko dilo jaan ki tarah


Main chahta hoon tujhko dilo jaan ki tarah
Tu chah gayi hain mujhpe aasman ki tarah
O ho ho mere yaar sau rab di
Dekhta hi rehta hun sapne tere
Darta hun kahin meri aankh na khule
Aankh jo khulegi ho jaayengi tu pare
Dur nahin jaana kabhi dil se mere
Dil se mere
Paak mera dil hain kuraan ki tarah
Tu chah gayi hain mujhpe aasman ki tarah
O ho ho mere yaar sau rab di

Comments

Popular Posts