Shaam Dhalti Jaa Rahi Hain

Shaam dhalti jaa rahi hain ek udasi cha rahi hain
aao tumko ghar pe chor aaun
tum nikhar rahin ho aur raat mein kya asar hua hain kya bataun
chand tumpe dil ko baare jaan lutayen ye sitare
isse pehle ghar pe chor aaun
arey aaon tumko ghar pe chor aaun
kya kahe ke kuch kaha naa jaaye hain
bin kahe bhi chup raha naa jaye hain
in labon pe thirkane hain pyassi pyassi chahte hain
jaam samne hain pi naa paun
are aaon tumko ghar pe chor aaun chor aaun chor aaun
sochta hoo mast chal dekhkar khatam ho naa raste ye umr bhar
waqt ke kadam abhi rahe ruke hum kabhi ruke kabhi badhe chale
ghar kabhi naa aaye tera dil yahin to chahe mera
kaise magar tumko bol paun
are aaon tumko ghar pe chor aaun chor aaun chor aaun

Comments

Popular Posts